Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2020

Ali Imam-e-Mubeen

Ali Imam-e-Mubeen Hazrat Ibne Abbas Se Riwayat Hai Jab Yeh Aayat Sharif "Hum Ne Har Cheez Ko Imam-e-Mubeen Mein Jama Kar Diya Hai" (Sura Yaseen Aayat-12) Naazil Hui To Hazrat Abu Bakr Or Umar Kharey Huwey Or Arz Karney Lagey Yaa Rasool-ul-Allah (s.a.w) Imam-e-Mubeen Se Kya Maqsood Or Murad Hai? Kya Iss Se Murad Torait Hai? Aap (s.a.w) Ne Farmaya Nahi Unhon Ne Keha Phir Hatmun Iss Se Murad Qur'aan Hoga Aap (s.a.w) Ne Farmaya Nahi Issi Aasna Mein Ali (a.s) Wahaan Aa Gaye Rasool-e-Akram (s.a.w) Ne Un Ki Taraf Ishaara Kiya Or Farmaya "Yahi Wo Imam-e-Mubeen Hai Jiss Mein Khuda Ne Har Cheez Ka Elm Rakh Diya Hai Beshak Haqiqi Taur Par Woh Shaks Khushbakht Or Sa'adatmand Hai Jo Ali (a.s) Ko Dost Rakhta Ho Or Haqiqi Maani Mein Gumraah Or Badbakht Wo Hai Jo Meri Zindgi Mein Or Merey Baad Ali (a.s) Ko Dushman Rakhta Ho." (Ref:Fazail-e-Ahle Bait a.s, J.1, Pg.161)

Bughz E Ali

Bughz E Ali Hazrath Abdullah Bin Abbas Raziallaho An Farmate Hai'n ALLAH TAALA Ne Bani Israiel Se Unki Baadshahat AMBIYA E KIRAAM Alaihimussalaam Ke Saath Unke Bure Sulook Ki Wajeh Se Chheen Li Aur Beshak ALLAH TAALA Is Ummat Se Uski Baadshahat Ko ALI Alayhis Salaam Ke Saath Bugz Ki Wajeh Se Chheen Lega...! Ref. Sunan E Dailami,Hadees No:1384

अहलेबैत ए अतहार के दुश्मन पर जन्नत हराम है

" अहलेबैत ए अतहार के दुश्मन पर जन्नत हराम है " हुज़ूर नबी ए अकरम صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ने फ़रमाया अल्लाह रब्बुल इज़्ज़त ने जन्नत को हराम क़रार दे दिया है उस पर जो मेरे अहलेबैत पर ज़ुल्म करे, उन से जंग करे, उन पर हमला करे या उन्हें गालियां दे हवाला :- यनाबि अल मुवद्दा 2 /119/344 तफ़्सीर ए क़ुरतबी 16 सफ़ह 22 कश्शाफ़ 3 सफ़ह 402

Hadeeth on Ramzan 3

SERMON 82

ومن خطبة له (عليه السلام) وهي من الخطب العجيبة تسمّى «الغراء» [وفيها نعوت الله جل شأنه، ثمّ الوصية بتقواه، ثمّ التنفير من الدنيا، ثمّ ما يلحق من دخول القيامة، ثمّ تنبيه الخلق إلى ما هم فيه من الاعراض، ثمّ فضله (عليه السلام) في التذكير] [صفته جلّ شأنه] الْحَمْدُ للهِ الَّذِي عَلاَ بِحَوْلِهِ ، ودَنَا بِطَوْلِهِ ، مَانِحِ كُلِّ غَنِيمَة وَفَضْل، وَكَاشِفِ كُلِّ عَظِيمَة وَأَزْل . أَحْمَدُهُ عَلَى عَوَاطِفِ كَرَمِهِ، وَسَوَابِغِ ـ نِعَمِهِ ، وَأُومِنُ بهَ أَوَّلاً بَادِياً ، وَأَسْتَهْدِيهِ قَرِيباً هَادِياً، وَأَسْتَعِينُهُ قَاهِراً قَادِراً، وَأَتَوَكَّلُ عَلَيْهِ كَافِياً نَاصِراً. وَأَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّداً(صلى الله عليه وآله) عَبْدُهُ وَرَسُولُهُ، أَرْسَلَهُ لاِنْفَاذِ أَمْرِهِ، وَإِنْهَاءِ عُذْرِهِ وَتَقْدِيمِ نُذُرِهِ . [الوصية بالتقوى] أُوصِيكُمْ عِبَادَ اللهِ بِتَقْوَى اللهِ الَّذِي ضَرَبَ لَكُمُ الاَْمْثَالَ ، وَوَقَّتَ لَكُمُ الاْجَالَ ، وَأَلْبَسَكُمُ الرِّيَاشَ ، وَأَرْفَغَ لَكُمُ المَعَاشَ ، وَأَحَاطَ بِكُمُ الاِْحْصَاءَ ، وَأَرْصَدَ لَكُمُ الْجَزَاءَ ، وَآثَرَكُمْ بِالنِّع

SERMON 81

ومن كلام له (عليه السلام) في صفة الدنيا مَا أَصِفُ مِنْ دَار أَوَّلُهَا عَنَاءٌ ! وَآخِرُهَا فَنَاءٌ! فِي حَلاَلِهَا حِسَابٌ، وَفِي حَرَامِهَا عِقَابٌ. مَنِ اسْتَغْنَى فِيهَا فُتِنَ، وَمَنِ افْتَقَرَ فِيهَا حَزِنَ، وَمَنْ سَاعَاهَا فَاتَتْهُ، وَمَنْ قَعَدَ عَنْهَا وَاتَتْهُ ، وَمَنْ أَبْصَرَ بِهَا بَصَّرَتْهُ، وَمَنْ أَبْصَرَ إلَيْهَا أَعْمَتْهُ. وإذا تأمل المتأمل قوله (عليه السلام): «وَمَنْ أبْصَرَبِهَا بصّرَتْهُ» وجد تحته من المعنى العجيب، والغرض البعيد، ما لا تُبلغ غايته ولا يدرك غوره، لا سيما إذا قرن إليه قوله: «ومَن أبْصَرَ إليها أعْمَتْهُ»، فإنه يجد الفرق بين «أبصر بها» و«أبصر إليها» واضحاً نيراً عجيباً باهراً! SERMON 81 About the world and its people In what way shall I describe this world whose beginning is grief and whose end is destruction?(1) The lawful actions performed here have to be accounted for, while for the forbidden ones there is punishment. Whoever is rich here faces mischief and whoever is poor gets grief. One who hankers after it does not get it. If one keeps awa

Shouhar Or Biwi ki Mohabbat

Shouhar Or Biwi ki Mohabbat ka Sabse keemti Sarmaya Woh Aulaad hai, Jo har NAMAZ ke baad yeh duwah kare ki YA ALLAH Mere walidain(Maa-Baap) ko baksh de. . HADEES PAAK Abu Huraiyrah(Radi Allahu Ta’ala Anhu) se rivayat hai ki Huzur sallallaho alahi wasallam ne farmaya: “Jab kisi Insaan ka Auda(promotion) Jannat Mein bada diya jaayega,Tuo fir Woh yeh dekh kar kehne lagega, “Mera Auda(promotion)kyun badaya Jaa Raha hai..? Eski wajeh kya hai..? . Tuo fir usey baataya jayega: “Yeh tumhari Aulaad ki Magfirat ki Dua tumhare liye maangne ki wajeh se hai.” . [Ibn-E-Maajah, Hadees No # 3660]

क़ुरआन मजीद मे मधुमक्खी 🐝 यानी "अन- नहल"

आज से 1441 साल पहले जब इतनी छोटीसी मधुमक्खी 🐝 की शरीर-रचना-विज्ञान (Anatomy) का विज्ञान मौजूद ही नही था उस वक्त कुरआन मे अल्लाह तआला ने मधुमक्खी 🐝 के बारे मे ऐसी जानकारी दी जिसको जान लेने के बाद हर अकलमंद इंसान कहेगा की क़ुरआन किसी इंसान की लिखी किताब नही बल्कि अल्लाह की तरफ़ से भेजा गया पैगाम है और सारी इंसानियत के लिए मार्गदर्शन है। अरबी भाषा मे मधुमक्खी 🐝 को "नहल" कहते है। क़ुरआन मजीद मे मधुमक्खी 🐝 यानी "अन- नहल" (The Bees) के नाम से सूरह मौजूद है। अल्लाह तआला इस सुरह की आयत नंबर 68 से 69 मे फरमाता है कि, और (ऐ रसूल) तुम्हारे परवरदिगार ने शहद की मक्खियों के दिल में ये बात डाली कि तू पहाड़ों मे घर (छत्ते) बना और दरख्तों और लोगों की बनायी छतों में। फिर हर तरह के फलों (के पूर से) (उनका अर्क़) चूस कर फिर अपने परवरदिगार की राहों में ताबेदारी के साथ चली, मक्खियों के पेटो से पीने की एक चीज़ निकलती है (शहद) जिसके मुख्तलिफ रंग होते हैं इसमें लोगों (के बीमारियों) की शिफ़ा (भी) है इसमें शक़ नहीं कि इसमें ग़ौर व फ़िक्र करने वालों के वास्ते (क़ुदरते ख़ुदा की बहुत बड़ी निशानी है) &qu

Sayyeda-e-Kainat Wo Hain Jinke Waseele se

Sayyeda-e-Kainat Wo Hain Jinke Waseele se Hazrat Aadam Alaihissalam ki Tauba kabool hui! Mujaddid-e-Waqt, Imam Jalaluddin Suyuti Rehmatullah Alaih apni mashoor Tafseer Ad-Durrul Mansoor me Surah Baqrah ki Aayat 37 ki Tafseer me riwayat laaye hain ke Hazrat Aadam Alaihissalam ki Tauba Panjatan Pak aur Ahle Bayt e Pak Alaihi-Mussalam ke Waseela se kabool hui: Aur dusri riwayat me hai ke Hazrat Aadam Alaihissalam ne dua me "Muhammad, Ali, Fatimah, Hasan aur Hussain" ke Waastey se dua mangi to Allah Ta'ala ne Unki tauba kabool farmayi. Aur dusri riwayat me dua ke alfaz yaha se shuru hue: Allahumma inna as-aluka be Haqqe Muhammad wa Aale Muhammad... SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam Alaihim Afdalus Salawatu was-Salaam

Hadeeth Jannat Ke Darwaze Par Panjatan Paak Ke Naam Mubarak

Jannat Ke Darwaze Par Panjatan Paak Ke Naam Mubarak Sone Ke Huroof Se Likhe Hue Hain Huzoor Nabi E Akram صلی اللہ علیہ والہ وسلم irshad Farmate Hain Ke Shabe Meraj Jab Mai Aasmano Ki Sair Karta Hua Jannat Ke Qareeb Pahucha To Dekha Ki Jannat Ke Darwaze Par Sone Ke Huroof Me Likha Hua Tha ”لاالہ الااللہ محمد حبیب اللہ علی ولی اللہ وفاطمة امةاللہ۔۔۔ والحسن والحسین صفوة اللہ ومن ابغضہم لعنہ اللہ۔۔۔ Tarjuma :- Allah Ke Siwa Koi Mabood Nhi Muhammad Allah Ke Rasool Hain,Ali Allah Ke Wali Hain,Fatima Allah Ki Kaneez Hain, Hasan Aur Husain Allah Ke Burgazida Hain Aur Unse Bugz Rkhne Walo'n Par Allah Ki Lanat Hai Reference :- Arjahul Matalib Jild 3 Safah 313 🙌🙌🙌🙌🙌🙌🙌 जन्नत के दरवाज़े पर पंजतन पाक के मुबारक नाम सोने के हुरूफ़ से लिखे हुए हैं और ये भी लिखा है कि उनके दुश्मनों पर अल्लाह की लानत है हुज़ूर नबी ए करीम صلی اللہ علیہ والہ وسلم ने इरशाद फ़रमाते हैं के शबे मेराज जब मैं आसमानों की सैर करता हुआ जन्नत के क़रीब पहुंचा तो देखा कि जन्नत के दरवाज़े पर सोने के हुरूफ़ में लिखा हुआ था ”لاالہ ال

Hadeeth on teen logon ki dua

SERMON 79 and 80

ومن كلام له (عليه السلام) بعد فراغه من حرب الجمل، في ذم النساء مَعَاشِرَ النَّاسِ، إِنَّ النِّسَاءَ نَوَاقِصُ الاِْيمَانِ، نَوَاقِصُ الْحُظُوظِ، نَوَاقِصُ الْعُقُولِ: فَأَمَّا نُقْصَانُ إِيمَانِهِنَّ فَقُعُودُهُنَّ عَنِ الصَّلاةِ وَالصِّيَامِ فِي أَيَّامِ حَيْضِهِنَّ، وَأَمَّا نُقْصَانُ عُقُولِهِنَّ فَشَهَادَةُ امْرَأَتَيْنِ مِنْهُنّ كَشَهَادَةِ الرَّجُلِ الْوَاحِدِ، وَأَمَّا نُقْصَانُ حُظُوظِهِنَّ فَمَوَارِيثُهُنَّ عَلَى الاَْنْصَافِ مِنْ مَوارِيثِ الرِّجَالِ; فَاتَّقُوا شِرَارَ النِّسَاءِ، وَكُونُوا مِنْ خِيَارِهِنَّ عَلَى حَذَر، وَلاَتُطِيعُوهُنَّ فِي المَعْرُوفِ حَتَّى لاَ يَطْمَعْنَ فِي المُنكَرِ. SERMON 79 After the Battle of Jamal,(1) Concerning Women and Their Short comings. O' ye peoples! Women are deficient in Faith, deficient in shares and deficient in intelligence. As regards the deficiency in their Faith, it is their abstention from prayers and fasting during their menstrual period. As regards deficiency in their intelligence it is because the evidence of two women is

Hazrat Abu Hafz, Rabee bin Sabeeh urfe Sawai Peer rahmatullāhi alaihi

Hazrat Abu Hafz, Rabee bin Sabeeh urfe Sawaai Peer rahmatullāhi alaihi : ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ ♦ Aap ki wilaadat Basra me hui. Aap ke waalid Banu Saad bin Banaat bin Tazeem qabeele ke aazaad karda ghulaam the. **************** Aap Tabe taabi'een hain. Aap ne Hazrat Khwaja Hasan Basri, Imaam Ata’a bin Abi Rabaah Makki, Imaam Yazeed Rakkashi, aur Imaam Abu Zuberi rahmatullāhi alaihi se ta’aleem haasil ki. Aap Hadeeṡ aur fiq'h ke maahir the. Aap un Muhaddeeṡeen me se hain jinho ne dusri sadi hijri me Ahaadeeṡ ko jama karke logo tak pahunchaana shuru kiya. Hazrat Imaam Ahmad bin Hanbal ki kitaab me Aap se kai Hadeeṡ marwi hain. ******************* Aap 159 Hijri (775 A.D.) me al-Mahndi Billāh Abbaasi ke zamaane me Hazrat Abdul Malik bin Shihaab al-Masmai ke saath isha’ate Islaam ke liye Hindustan tasheeef laaye. Aur Bhadbhoot (Gujarat) me sukoont pazeer hokar ta’aleeme deen aur khidmate khalq karte rahe. **************** Ek martaba Aap ke ek saathi ne Aap se kaha ke

JANNATI AURAT KI PEHCHAAN

HADEES:- ********* Hadees Pak May Hain Ki Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Irshad Farmaya Ki Tumeh Jannati Aurat Ke Baare May Na Bataoun? To Sahaba Ne Arz Kiya, Aye ALLAH Ke Nabi Zaroor Batayen! To Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ne Farmaya Ki Har Wo Aurat Jo Shoher Se Bahoat Mohabbat Karne Wali, Zyada Bacche Janne (Paida Karne) Wali, Jab Uska Shoher Naraaz Ho To Wo Apne Shoher Ke  Hath May Hath Deker Kahe Ki Us Waqt Tak Is Jagah Se Nahi Hilungi Jabtak Ki Aap Mujhse Raazi Nahi Hojayege! To Jitni Bhi Nabi-A-Karim SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIhI-WASALLAM Ne Nishaniyan Batayin Ki Jannati Aurat Wo Hoti Hain Ki Jo Shoher Se Be-Panah Mohabbat Karne Wali Ho, Aulaad Wali Ho Aur Agar Kabhi Uska Shoher Kisi Baat Per Naraaz Ho To Wo Apne Shoher Ke Hath May Apna Hath Deker Kahe Main Tumahri Hoon Aur Yahan Se Nahi Hatungi Jabtak Ki Aap Mujhse Raazi Nahi Hojayege, Is Tarah Manalen! Yeh Manane Ka Amal ALLAH-TA’AALA Ko Itna Pasand Hain Ki ALLAH Ke Mehboob Ne Jannati Aurat K

Hadeeth on Ramzan 2

Hadeeth on Ramzan 1

Hadeeth on Hazrat Fatimah Zahra سلام اللہ علیہا

Hadeeth Mere Maa Baap Tujhpar Qurban hon

"Hazrat Abdullah ibne Umar RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam jab safar ka irada farmate to Apne Ahlo Ayaal me se sabke baad Jis se Guftagu farmakar safar par rawana hote wo *Sayyeda Fatima Salamullahi Alaiha* hotin, aur Safar se wapsi par sabse pehle Jiske paas tashreef laate wo bhi *Hazrat Fatima Salamullahi Alaiha* he hotin. Aur ye ke *Huzoor SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam Sayyeda Fatima Salamullahi Alaiha* se farmate: *(Fatima!)* Mere Maa Baap Tujhpar Qurban hon." *"Hazrat Umar ibne Khattab RadiAllahu Anhu* se (bhi) marvi hai ke *Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam Sayyeda Fatima Salamullahi Alaiha* se farmaya karte they: *(Fatima!)* Mere Maa Baap Tujhpar Qurban hon." References: [1. Hakim, Al-Mustadrak (3:170#4740) 2. Ibn Hibban, as-Sahih (2:470, 471#696) 3. Haythami, Mawarid-uz-zaman (p. 631#2540) Shawkani ne Darr-us-sahabah fi manaqib al -qarabah was-sahabah (p. 279) Me ka

Ramadan Day1 Dars About Quran Shareef

https://youtu.be/8Cdh_4PutcY

SERMON 77 and 78

ومن كلمات له (عليه السلام) كان يدعوبها اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا أَنْتَ أَعْلَمُ بِهِ مِنِّي، فَإِنْ عُدْتُ فَعُدْ لي بِالْمَغْفِرَةِ. اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا وَأَيْتُ مِنْ نَفْسِي، وَلَمْ تَجِدْ لَهُ وَفَاءً عِنْدي. اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا تَقَرَّبْتُ بِهِ إِلَيْكَ [بِلِسَاني]، ثُمَّ خَالَفَهُ قَلْبِي. اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي رَمَزَاتِ الاَْلْحَاظِ ، وَسَقَطَاتِ الاَْلْفَاظِ ، وَشَهَوَاتِ الْجَنَانِ ، وَهَفَوَاتِ اللِّسَانِ . SERMON 77 Supplications of Amir al-mu'minin. O' my Allah! Forgive me what Thou knowest about me more than I do. If I return (to the sins) Thou return to forgiveness. My Allah forgive me what I had promised to myself but Thou didst not find its fulfilment with me. My Allah forgive me that with what I sought nearness to Thee with my tongue but my heart opposed and did not perform it. My Allah forgive me winkings of the eye, vile utterances, desires of the heart and errors of speech. ومن كلام له (عليه السلام) لبعض أصحابه لمّا عزم على المسير إِلى الخوار

Wiladat of Hazrat Ameer Kabir Syed Qutubuddin al Madni Al Hasani Al Hussain(رحمتہ اللہ علیہ) (Kada U.P)

Swaneh Ameer wa Aale Ameer

रमज़ान की अहम तारीख़े

1 रमज़ान यौमे विलादत ए ग़ौस ए पाक और विलादत ए वारिसे पाक सरकार ए देवा रदियल्लाहो ताला अन्हा 3 रमज़ान यौमे विसाल सुकून ए क़लबे मुस्तफा सय्यदा फातिमा सलामुल्लाह अलैहा 7 रमज़ान यौमे विसाल मोहसिन ए इस्लाम हज़रत अबू तालिब अलैहिस्सलाम 10 रमज़ान यौमे विसाल ज़ौजा ए रसूल सय्यदा ख़ुदैजातुल कुबरा सलामुल्लाह अलैहा 15 रमज़ान यौमे विलादत ख़लीफ़ा ए राशिद इमाम ए हसन अलैहिस्सलाम 17 रमज़ान इस्लाम की पहली जंग, जंगे बदर 17 रमज़ान यौमे विलादत आइम्मा ए अहलेबैत सय्यदना इमाम मोहम्मद अल जव्वाद अल तक़ी अलैहिस्सलाम 17 रमज़ान यौमे विसाल ज़ौजा ए रसूल सय्यदा आयशा सिद्दीक़ा सलामुल्लाह अलैहा बिन्त ए हज़रत अबूबकर सिद्दीक रदियल्लाहो ताला अन्हा 19 रमज़ान ज़र्ब ए अली अलैहिस्सलाम 20 रमज़ान इस्लाम की पेहली जंग की फतेह, फतह मक्का 21 रमज़ान यौमे शहादत अमीरुल मोमनीन सैयदना अली इब्ने अबितालिब कार्रमल्लाहो ताला वजहूल करीम 21 रमज़ान यौमे शहादत आइम्मा ए अहलेबैत सय्यदना इमाम अली अल रिज़ा अलैहिस्सलाम 27 रमज़ान शब ए क़दर नुज़ूल के क़ुरआन

BA-HAYA AURAT

HADEES:- ********* Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Zamane May Ek Jaahil Aurat Badi Badh-Zubaan Thi! Mardon Se Ladti-Zhagadti Rehti Aur Bahoat Be-Hayayi Ki Baatain Kiya Karti Thi! Ek Roz Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Paas Se Guzri Jabki Huzoor Khana Tanawal Farma Rahe The! Usne Arz Ki, Ya Rasoolallah! Mujhe Bhi Apne Khane Se Kuch Ata Farmayiye Taaki Main Aapka Tabarruk Khaoun! Lekin Ya Rasoolallah! Aapke Khane Ka Jo Lukma Aapke Mooh Mubarak May Ho Wo Mujhe Dijiye! Chunanche, Huzoor Ne Apne Mooh Mubarak Se Lukma Nikaalker Use Diya Jise Wo Kha Gayi! Jiska Asar Yeh Hua Ki Us Aurat May Itni Sharm Wa Haya Paida Hogayi Ki Marte-Dam Tak Firse Kisise Ladte-Zhagadte Ya Badh-Zubaani Karte Nahi Dekha Gaya! “SUBHANALLAH” (Hujjatullaahi-Alal-Aalameen, Pg-436) ******************************** SABAK:- ******* Yeh Huzoor SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Luab-A-Dahan Sharif Ki Barkat Hain Ki Aapke Luab Aamez Lukma Khane Se Be-Haya Aurat Ba-Haya Aurat Bangayi! Aur Uski Sa

रोज़े के दौरान हमारे जिस्म का रद्दे अमल (Reaction) क्या होता है? इस बारे में कुछ दिलचस्प मालूमात

🌸 *रोज़े के दौरान हमारे जिस्म का रद्दे अमल (Reaction) क्या होता है? इस बारे में कुछ दिलचस्प मालूमात:* *पहले दो रोज़े:* पहले ही दिन ब्लड शुगर लेवल गिरता है यानी ख़ून से चीनी के ख़तरनाक असरात का दर्जा कम हो जाता है। दिल की धड़कन सुस्त हो जाती है और ख़ून का दबाव कम हो जाता है। नसें जमाशुदा ग्लाइकोजन को आज़ाद कर देती हैं। जिसकी वजह से जिस्मानी कमज़ोरी का एहसास उजागर होने लगता है। ज़हरीले माद्दों की सफ़ाई के पहले मरहले के नतीज़े में सरदर्द, सर का चकराना, मुंह का बदबूदार होना और ज़बान पर मवाद जमा होता है। *तीसरे से सातवें रोज़े तक:* जिस्म की चर्बी टूट फूट का शिकार होती है और पहले मरहले में ग्लूकोज में बदल जाती है। कुछ लोगों में चमड़ी मुलायम और चिकना हो जाती है। जिस्म भूख का आदी होना शुरु हो जाता है और इस तरह साल भर मसरूफ़ रहने वाला हाज़मा सिस्टम छुट्टी मनाता है। ख़ून के सफ़ेद जरासीम (white blood cells) और इम्युनिटी (रोग प्रतिकार शक्ति) में बढ़ोतरी शुरू हो जाती है, हो सकता है रोज़ेदार के फेफड़ों में मामूली तकलीफ़ हो इसलिए कि ज़हरीले माद्दों की सफ़ाई का काम शुरू हो चुका है। आंतों और कोलोन की मरम्मत का काम शुरू ह

Afzalun Naas Ba'ad Az Anbiya: Sayyeda-e-Kainat Fatima tuz Zahra (Salamullahi Alaiha)

*Afzalun Naas Ba'ad Az Anbiya: Sayyeda-e-Kainat Fatima tuz Zahra (Salamullahi Alaiha)* *Ummul Momineen Sayyeda Aayesha Siddiqa Salamullahi Alaiha farmati hain:* *"Maine Sayyeda Fatimah se Afzal Unke Baba (SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam) ke alawa kisi shakhs ko nahi dekha."* 📚 *Reference* 📚 1. Tabarani, al -Majma-ul-awsat (3:137#2721) 2. Haythami ne Majma-uz-zawaid (19:201) me kaha ke isey Tabarani aur Abu Ya'ala ne riwayat kiya hai aur iske rijaal Sahih hain 3. Shawkani, Darr-us-sahabah fi -manaqib al -qarabah wassahabah (p.277#24) 101. Ad-Durratul Baida fee Manaqib Sayyeda Fatimah tuz Zahra Salawatullahi Alaiha.

Youm e Wisal Sayyida Fatimah Zahra Salamullah Allaiha

Syeda  Fatima Zahra  (سلام اللہ علیہا ) Huzoor ko Jinse sabse zyada Mohabbat hai, Jo Huzoor ke is duniya ki Markaz-e-Mohabbat hain, Huzoor ko Jinse baypanah Pyaar aur Jinhe Huzoor se baypanah Pyaar hai, Jinki Raza se Allah Razi hota hai, Jinki narazgi se Khud Allah naraz hota hai. Wo Jinhe Huzoor ne Apni Jaan aur Dil karar diya. Quran ne Jinki Paaki ka Aylan kiya aur Quran ne Jinki Mohabbat ko Farz kiya. Huzoor ki Bargah me jo saare Aulia ka Waseela hain wo Sayyeda, Zahida, Tayyaba, Tahira, Ummu Abeeha, Afdalul Bashar Ba'adaz Anbiya, Hazart-e-Sayyeda-e-Kainat Khatoon-e-Jannat Sayyeda Fatimah tuz Zahra Salamullahi Alaiha ka Aaj Youm-e-Wisaal hai. Ummul Momineen Sayyeda Aaisha Siddiqa Salamullahi Alaiha riwayat farmati hain ke Mai Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ghar me maujud thi Sayyeda Fatimah Salamullahi Alaiha Tashreef laayi. Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Unse Sargoshi farmayi (yaani dhire se kuch kaha) to Aap Rone lag gayi. Aap SallAllahu Alaihi wa Aa

Hadeeth Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 08/228, raqam: 7895

Ḥuz̤ūr Nabīye Akram ṣallá Allāhu ‘alayhi wa-Ālihi wa-sallam ne farmāyā: ... “Hamāre Bado Kī Wajh Se Hī Ham Mai̇ Khair-o Barkat Hai. Pas Woh Ham Mai Se Nahīṅ Jo Hamāre C̥hot̥oṅ Par Raḥam Nahīṅ Kartā Aur Hamāre Bar̥oṅ Kī Shān Maiṅ Gustāḳhī Kartā Hai . . [Ṭabarānī fī al-Muʻjam al-kabīr, 08/228, raqam: 7895.]

Murshid_e_Kaamil_ki_Zaroorat

Murshid_e_Kaamil_ki_Zaroorat _ Quran Majeed Me Allah Farmata Hai :: 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 "AR'RAHMANU FAS'AL BIHI QABIRAN" Tarjuma :: Rehman ka Pata Kisi Ba'Khabar Se Pooñcho, Jo Usey Jaanta Ho... Reference :: (Surah Furqan, Ayat No.59) _ Sarkar-e-Do-Aalam ﷺ Ne Farmaya :: 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 Pehle Rehbar Talash Karo (Jab Mil Jaye), Phir Us Raastey Par Chalo... _ Syedna Gaus e Aazam۴ Ne Farmaya :: 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 Murshid Ki Talash Is'liye Zaroori Hai Ke, Us'ki Tarbiyyat Me Reh'kar Insaan Aesi Rooh Haasil Kar'le, Jo Dil ko Zinda Karde, Aur Mureed Apne Rab Ki Marifat Haasil Karne Me Qaamyaab Ho'jaye... _ Allama Iqbal (Q.s) Ne Farmaya :: 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 Mai Rasta Nahi Puchhta, Sathi Dhundhta Hu, Kyunki, Kehte Hai Pehle Rafiq Baad Me Tareeq.. _ Baba Bulleh Shah (Q.s) Ne Farmaya :: 👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇 Murshid Rafiq Raah ko Kehte Haiñ, Chunan'che Huzoor-e-Pak ﷺ Ka Farmaan Hai, Pehle Rafiq Talash Karo Phir Raa

ROZA KI HAQEEQAT

ROZA KI HAQEEQAT SARKAR MOEENUDDIN CHISHTI AJMERI (r.a) Farmate Hain Ki "Haqeeqi ROZA ye hai ki insaan apne dil ko tamaam deeni wa duniyawi khwahishat se band rakhe, kyuki khwahishate deeni Maslan hoor wa bahisht wagaira Abd wa Mabood ke darmiyan hijaab hai, Banda apne Mabood ka haqeeqi wisaal hasil nahi kar sakta jab tak khwahish jahan wa maal apne dil se tark na kar de aur khwahishe nafsani to sarasar shirk hai... Gair Allah ki taraf fikr wa khayaal roza haqeeqi ko todne wali chize'n hain. Roza haqeeqi tab durust hoga jab insaan apni nafsani khwahishat ko khatam kar de. Roza Haqeeqi ka Iftar Deedar-e-Ilahi hai...Momino ka ye Hqeeqi Roza hamesha qayam rahta hai... Huzoor Sallallaho Alaihe Wa Sallam ne irshad farmaya ke - "Ay Umar! Roza Haqeeqi ki ibteda wa inteha de... Sarkare do alam ne farmaya Haqeeqat ka roza rakhne wale Ke Liye Do Khushiyan Hain Ek Roza kholte Waqt aur dusra Allah Tayla ke Deedar usse Mulakat ke Waqt! Ae umar! Aam Logon ke Roze Mein pahle Roza hai au

Sahih Muslim: jild-2, Kitab Al masajid wa mawazi As salat 5, hadith no. 1487

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃 🌺‏‏‏‏دَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ بِشْرٍ الْعَبْدِيُّ، حَدَّثَنَا زَكَرِيَّاءُ بْنُ أَبِي زَائِدَةَ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الْمَلِكِ بْنُ عُمَيْرٍ، عَنْ أَبِي الْأَحْوَصِ، قَالَ: قَالَ عَبْدُ اللهِ: «لَقَدْ رَأَيْتُنَا وَمَا يَتَخَلَّفُ عَنِ الصَّلَاةِ إِلَّا مُنَافِقٌ قَدْ عُلِمَ نِفَاقُهُ، أَوْ مَرِيضٌ، إِنْ كَانَ الْمَرِيضُ لَيَمْشِي بَيْنَ رَجُلَيْنِ حَتَّى يَأْتِيَ الصَّلَاةِ»، وَقَالَ: «إِنْ رَسُولَ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عَلَّمَنَا سُنَنَ الْهُدَى، وَإِنَّ مِنْ سُنَنَ الْهُدَى الصَّلَاةَ فِي الْمَسْجِدِ الَّذِي يُؤَذَّنُ فِيهِ» 🌺हज़रत अबदुल्लाह ( बिन मसऊद रज़ि अल्लाह अन्हु ) फरमाते हैं : साथीयों समेत मैं ने ख़ुद को देखा की नमाज़ से कोई शख़्स पीछे ना रहता, सिवाए मुनाफ़िक़ के, जिसका नफ़ाक़ मालूम होता या सिवाए बीमार के और ( बसा-औक़ात ) बीमार भी दो आदमीयों के सहारे से चल कर आ जाता यहां तक की नमाज़ में शामिल हो जाता। उन्होंने कहा: रसूल अल्लाह ﷺ ने हमें हिदायत के तरीक़ों की तालीम दी और हिद

मारफ़त (मसनवी)

मसनवी मौलाना रूमी, सूफ़ीयाना हिकायात, अख़्लाकी तालीमात और आरिफ़ाना मकाशिफ़ात का वो नमूना है, जिसकी मिसाल नहीं मिलती। मौलाना जामी फ़रमाते हैं- मसनवी मानवी मौलवी। हस्त कुरआं दर ज़ुबाने पहलवी। यानी मौलाना रूमीؓ की मसनवी मानवी हक़ीक़त में फ़ारसी ज़ुबान की कुरआन है। फि़क़्ह शरीअ़त मुकद्दसा के लिए, जिस तरह इमाम अबूहनीफ़ाؓ व इमाम शाफ़ईؓ पैदा किए गए हैं, उसी तरह फि़क़्हे तरीक़े इश्क़ के लिए हक़ तआला ने मौलाना रूमीؓ को पैदा फ़रमाया। मौलवी हरिग़ज़ नशुद मौलाए रूम ता ग़ुलामी शम्स तबरेज़ी नशुद (मौलाना रूमीؓ, मौलाना नहीं बन पाता अगर हज़रत शम्स तबरेज़ؓ का ग़ुलाम नहीं होता।) - मौलाना जलालुद्दीन रूमीؓ मर्द मोही ईं सयह पोशीदा बहर मातमश हर कुजा वरक़े बूद अवराक़ दीवान मनस्त मोहीउद्दीन मर चुका है, वो ज़िन्दा नहीं है, उस पर मातम करते रहो और इसी लिए वो काले कपड़े भी पहने हुए है। और जहां भी कुछ (ऐसी बात) लिखी हुई है, वो मेरे ही (ज़िन्दगी की) किताब का कोई पन्ना है। (हज़रत मोहीउद्दीन अब्दुल क़ादिर जिलानीؓ अक्सर काले कपड़े पहना करते। लोग पूछते तो अपने ख़ास अंदाज़ में फ़रमाते. मोहीउद्दीन ज़िन्दा नहीं है, वो तो मर चुका है। और उसने अपने