Ali Imam-e-Mubeen
Hazrat Ibne Abbas Se Riwayat Hai Jab Yeh Aayat Sharif
"Hum Ne Har Cheez Ko Imam-e-Mubeen Mein Jama Kar Diya Hai"
(Sura Yaseen Aayat-12)
Naazil Hui To Hazrat Abu Bakr Or Umar Kharey Huwey Or Arz Karney Lagey Yaa Rasool-ul-Allah (s.a.w) Imam-e-Mubeen Se Kya Maqsood Or Murad Hai?
Kya Iss Se Murad Torait Hai?
Aap (s.a.w) Ne Farmaya Nahi
Unhon Ne Keha Phir Hatmun Iss Se Murad Qur'aan Hoga
Aap (s.a.w) Ne Farmaya Nahi
Issi Aasna Mein Ali (a.s) Wahaan Aa Gaye Rasool-e-Akram (s.a.w) Ne Un Ki Taraf Ishaara Kiya Or Farmaya
"Yahi Wo Imam-e-Mubeen Hai Jiss Mein Khuda Ne Har Cheez Ka Elm Rakh Diya Hai Beshak Haqiqi Taur Par Woh Shaks Khushbakht Or Sa'adatmand Hai Jo Ali (a.s) Ko Dost Rakhta Ho Or Haqiqi Maani Mein Gumraah Or Badbakht Wo Hai Jo Meri Zindgi Mein Or Merey Baad Ali (a.s) Ko Dushman Rakhta Ho."
(Ref:Fazail-e-Ahle Bait a.s, J.1, Pg.161)

Comments
Post a Comment