Skip to main content

Murshid_e_Kaamil_ki_Zaroorat

Murshid_e_Kaamil_ki_Zaroorat
_
Quran Majeed Me Allah Farmata Hai ::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
"AR'RAHMANU FAS'AL BIHI QABIRAN"
Tarjuma :: Rehman ka Pata Kisi Ba'Khabar
Se Pooñcho, Jo Usey Jaanta Ho...
Reference :: (Surah Furqan, Ayat No.59)
_
Sarkar-e-Do-Aalam ï·º Ne Farmaya ::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Pehle Rehbar Talash Karo (Jab Mil Jaye),
Phir Us Raastey Par Chalo...
_
Syedna Gaus e AazamÛ´ Ne Farmaya ::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Murshid Ki Talash Is'liye Zaroori Hai Ke,
Us'ki Tarbiyyat Me Reh'kar Insaan Aesi
Rooh Haasil Kar'le, Jo Dil ko Zinda Karde,
Aur Mureed Apne Rab Ki Marifat Haasil
Karne Me Qaamyaab Ho'jaye...
_
Allama Iqbal (Q.s) Ne Farmaya ::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Mai Rasta Nahi Puchhta, Sathi Dhundhta Hu,
Kyunki, Kehte Hai Pehle Rafiq Baad Me Tareeq..
_
Baba Bulleh Shah (Q.s) Ne Farmaya ::
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Murshid Rafiq Raah ko Kehte Haiñ,
Chunan'che Huzoor-e-Pak ï·º Ka
Farmaan Hai, Pehle Rafiq Talash
Karo Phir Raah Chalo...
_
Maulana Jalaluddin Rumi (Q.s) Ne Farmaya:
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Tareeqat ki Raah Ikhtiyaar Karne Ke Liye
Kaamil Rafiq (Murshid) Ka Tawassal
Ikhtiyaar Kar..., Yeh Safar Bagair
Peer ke Tay Nahi Ho Sakta...
_ -----------------------------------------------------------------
Murshid-e-Kamil ki Nigah Qalb (Haaqiqi Dil)
ko Shaffaf (Saaf) Rakhne ke Liye Sab se
Zyaada Zaroori Hai...
_
Murshid Hee Saaf Dil ka Nigehbaan Hai...
_
Agar Murshid Na Ho Tou Insaan ki Apne Dil
ko Paak o Saaf Rakhne ki Tamaam Koshish
Na Kaafi Rahegi...
_
Duniya Rang Badal-Badal kar Insaan
Ko Gunaahoñ ke Jaal Me Phaans Legi..,
Hasad, Takabbur, Hawas, Kine ki Qalbi
Bimaariyañ Baar-Baar Insaan Par Hamla
Karegi.., Insaan kab Tak Akela In'se Ladta
Rahega...???
_
Is'liye Qalb ko Allah ki Muhabbat ke liye,
Hamesha Paak o Saaf Rakhne ke Liye
Murshid-e-Kamil ki Nigehbani Behad
Zaroori Hai..!!
_

Comments

Popular posts from this blog

Kanzul Muttalib fee Manaqib Ali Ibne Abi Talib Alahissalam

1. QUBOOL-E-ISLAM ME AWWAL AUR NAMAZ PADHNE ME AWWAL 1. "Ek Ansari Shakhs Abu Hamza se riwayat karte hain ke maine Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu ko farmate hue suna ke sabse pehle Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Imaan laaye." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai aur kaha hai ke ye Hadees Hasan Saheeh hai. 2. "Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu se he marvi ek riwayat me ye alfaaz hain: "Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par sabse pehle Islam laane waale Hazrat Ali RadiAllahu Anhu hain." Is Hadees ki Imam Ahmed bin Hanbal ne riwayat kiya hai. 3. "Hazrat Anas bin Maalik RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Peer ke din Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Baysat hui aur Mangal ke din Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ne Namaz padhi." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai. 4. "Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke wo farmate hain sabse pehle Hazrat Ali RadiAl

Rijalul ghayb

      https://youtu.be/DBJF3hL27FU   Rijal Al-Ghaib or Awliy’Ulah are always praying for the ummah and the world , imama gazali rehmatuallah “said if somebody prays for their help allah will show them their help ” ” , Rijal Al-Qeyb pray for the whole Umah of prophet Muhammed . Online Article There are at any given time 124000 or over (Allah knows best ) Awliy Ulah living on earth.They are not known and recognized by the general public. You should know O the beloved of Allah All these are hidden from them and the general public too , only Allah is the one who knows them all . In the Hadith 1) The Prophet (SCW) said: “The Substitutes (Abdaal) in this Community are thirty like Ibrahim the Friend of the Merciful. Every time one of them dies, Allah substitutes another one in his place.” [Musnad Ahmad 5:322] 2) The Prophet (SCW) said: “The earth will never lack forty men similar to the Friend of the Merciful [Prophet Ibrahim], and through them people receive rain and are given help. None of

Taziyadari jayaz hai