Skip to main content

Daira-e-Ameer

Bismillah ka Wazifa


Silsila e Bait o Khalafat Hazrat Syed Ameer Kabir Qutubuddin Muhammad Al Hasani Al Husaini Al Madani Al kadwi Rahmatullah Alaih 

Hazrat Sarkar Meer Syed Qutubuddin Madni r.a ne ruhani tarbiyat aur husool e bait o khalafat pahle apne jaleelulqadr walid e buzurgwaar Hazrat Sarkar Meer Syed Ahmad Al Ghaznavi Al Madni r.a se apne aabai silsile mein hasil kiya jo silsila e Ameeriya Qutbiya ke naam se tha. Silsila e Bait aur Khilafat iss taraha hai

Hazrat Sarkar Meer Syed Qutub Al Deen Muhammad Al Madni Al kadwi (رحمتہ اللہ علیہ)
Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Rasheed Al Deen Madni (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Usuf Al Madni (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Eisa Al Madni (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Husain Al Madni (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Hasan Al Makni Babul Hasan (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Abu jafar (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Qasim (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Abi Muhammad Abdullah (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Hasan Al Jawwad Naqeeb e koofa (رحمتہ اللہ علیہ)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Muhammad Al Asghar saani (عليه السلام)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Meer Syed Abu Muhammad Abdullah Al Ashtar urf Abdullah-Shah-Ghazi Sarkar (عليه السلام)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Syedna Imam Muhammad Ziaun nafs Az Zaki (عليه السلام)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Syedna Abdullah Al Mahaz Hasni Al Husaini (عليه السلام)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Syedna Hasan Al musanna (عليه السلام)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Sarkar Syedna Maula Imam Hasan Al Mujtaba (عليه السلام)ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Imam Ali (عليه السلام) ke
Aur woh Mureed o Khalifa hai’n
Hazrat Muhammad (صلى الله عليه و آله وسلم) ke
Aur woh Naeb aur Khalifa hai’n Allah rabbul izzat ke.


Dusra Silsila e Bait o Khalafat Hazrat Syed Ameer Kabir Qutubuddin Muhammad Al Hasani Al Husaini Al Madani Al kadwi Rahmatullah Alaih(Silsila e Suharwardiya Firdausiya ,Kubrawiya) :


Hazrat Syed Ameer Kabir Qutubuddin Muhammad Al Hasani Al Husaini Al Madani Al kadwi Rahmatullah Alaih ne dobara Hazrat Shaikh Najmuddin Kubra se bait  wa eradat ka talluq qayam kiya jin se tasqeen e atam hasil hui aur khalafat wa khirka e Suharwardiya Firdausiya Kubrawiya hasil kiya.

 

6301108141_f081c96c9e_b


Khasaes e Qutbiya



  1. Hazrat Syed Nizamuddin Hasan Madni (رضئ اللہ تعالی عنہ)(Kada shareef )

  2. Hazrat Syed Qwamuddin Mahmood Madni (رضئ اللہ تعالی عنہ) (Delhi shareef)

  3. Hazrat Syed Tajuddin Madni (رضئ اللہ تعالی عنہ) (Badaun shareef)

  4.  Hazrat Sarkar Ameer Syed Ruknuddin Madni (رحمتہ اللہ علیہ)

  5.  Hazrat Qazi Syed Sadruddin Madni (رحمتہ اللہ علیہ)

  6.  Hazrat Fazlullah Goshai’n Qutbi رحمتہ اللہ علیہ 

  7. Hazrat Makhdoom Bandagi Qutubuddin beena e dil  Jaunpuri (رحمتہ اللہ علیہ)

  8.   Hazrat Meer Syed Ahmed Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  9.   Hazrat Syed Qutubuddin Saani Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  10.  Hazrat Syed Alauddin Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  11.  Hazrat Syed Mahmood Qutbi(رحمتہ اللہ علیہ)

  12.  Hazrat Khawaja Ahmad sani nasirabadi (رحمتہ اللہ علیہ)

  13.  Hazrat Syed Shah Ilmullah Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  14.  Syed Muhammad Adal urf Syed Shah lal (رحمتہ اللہ علیہ)

  15.  Sadaat e Qutbia Riyasat Tonk (Rajasthan)

  16.  Hazrat Syed Abdul Ali Nasirabadi (رحمتہ اللہ علیہ)

  17.  Hazrat Maulavi Hakim Syed Fakruddin khayali (رحمتہ اللہ علیہ)

  18.  Sadaat e Qutbia Mohalla Khalishaat Raibarelli

  19.  Sadaat e Qutbia dalmau wa Kanpur

  20.  Hazrat Syed Hasan Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  21.  5.Hazrat Syed Shah Muhammad Saleh Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ) 

  22.  Hazrat Syed Shah Khaleel Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  23.  Hazrat Syed Faizullah Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  24.  Syed Ghulam Yahya (رحمتہ اللہ علیہ)

  25.  Qutbi Saddat kai aur jagah aabad huwe

  26.  Hazrat Syed Peer Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  27.  Hazrat Syed Shah Muhammad Ismail Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  28.  Hazrat Meer Syed Jalaluludin jalal qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)  

  29.  Hazrat Syed Muhammad Akbar (رحمتہ اللہ علیہ)

  30.  Hazrat Syed Shah Hamza Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  31.  Hazrat Syed Muhammad Jahan (رحمتہ اللہ علیہ)

  32.  Hazrat Shah Syed Karim Baksh r.a farzand e akbar Hazrat  Syed Shah Muhammad Hashim (رحمتہ اللہ علیہ)

  33.  Hazrat Syed Muhammad Mahdi baksh Qutbi r.a ibn Hazrat Shah Syed Karim Baksh (رحمتہ اللہ علیہ)

  34.  Sadaat e Qutbia Qasba Haswa Zila Fatehpur

  35.  Hazrat Syed Ummed Ali Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  36.  Hazrat Syed Shah Muhammad  wa Syed Ruqnuddin (رحمتہ اللہ علیہ)

  37.  Hazrat Syed Saleh Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  38.  Hazrat Mir Syed Ali Naqi(رحمتہ اللہ علیہ)

  39.  Sadaat e Qutbia Qasba Haswa Zila Fatehpur

  40.  Hazrat Syed Shah Abul Hasan Qutbi Shaheed (رحمتہ اللہ علیہ)

  41.  Hazrat Maulana Syed Shah Abdul Hai Hasni Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  42. Hazrat Maulana Syed Abul Hasan Ali (رضئ اللہ تعالی عنہ)

  43. Hazrat Syed Ahmad Shaheed Qutbi (رضئ اللہ تعالی عنہ)

  44. Hazrat Syed Shah Kadak Abdal (رضئ اللہ تعالی عنہ)

  45. Hazrat Syed Shamsuddin urf Maulana Khwajgi kadwi (رضئ اللہ تعالی عنہ)

  46. Hazrat Makhdoom Husamuddin husami (رضئ اللہ تعالی عنہ)

  47. Hazrat Syed Jalal Ashraf Jaisi (رحمتہ اللہ علیہ)

  48. Hazrat Shah Peer (رحمتہ اللہ علیہ)

  49. Hazrat Syed Shah Mohiuddin Qutbi (رحمتہ اللہ علیہ)

  50.  Hazrat Shah Syed Peer Muhammad Qutbi(رحمتہ اللہ علیہ)

  51.  Hazrat Qazi Syed Qutubuddin saani Madni (رحمتہ اللہ علیہ)

  52.  Hazrat Qazi Syed Azauddin Madni (رحمتہ اللہ علیہ)

  53.  Hazrat Syed Ahmad (رحمتہ اللہ علیہ)

  54.  Hazrat Qazi Syed Qutubuddin (رحمتہ اللہ علیہ)

  55.  Hazrat Syed Tajuddin saani (رحمتہ اللہ علیہ)

  56.  Hazrat Syed Amrullah (رحمتہ اللہ علیہ)

  57.  Hazrat Syed Ashraf Ali urf Makhdoom Ghulam Ashraf (رحمتہ اللہ علیہ)

  58.  Hazrat Qazi Syed Abdul Hakim(رحمتہ اللہ علیہ)

  59.  Hazrat Qazi Syed Ali Haq (رحمتہ اللہ علیہ)

  60.  Hazrat Syed Wahidul Haq urf Wahid Asdaqi (رحمتہ اللہ علیہ)

  61.  Hazrat Shah Azizul Haq urf Shah Abdul Aziz (رحمتہ اللہ علیہ)

  62.  Syed Shah Wazul Haq Masrur (رحمتہ اللہ علیہ)

  63.  Hazrat Makhdoom Husaam-ud-deen Chishti rahmatullāhi alaihi



   bismillah


Fehrist e Kutub Khanwadae  Hazrat Ameer 



  1. Malfozaat e Ameer (az qalam Hazrat Sarkar Ameer Kabir Qutbuddin Madni (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  2. Zahoor e Qutbi (az qalam Mir Syed Umeed Ali Qutbi (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  3. Malfozaat e Qutbi (az qalam Hazrat Syed Lal Shah Qutbi (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  4. Tareekh Aaina-e-Awadh (az qalam Hazrat Syed Shah Abul Hasan Shahid (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  5. Nuzhatul Khawatir (az qalam Hazrat Syed Abdul Hai Hasani Qutbi (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  6. Tazkirah sadaat-e-qutbia-1 and sadaat-e-qutbia-2   (az qalam Syed Tuffail Ahmed Madni)

  7. Fateh e Kada (az qalam Syed Qutubuddin Muhammad Aquib)

  8. Madina se manikpur tak (az qalam Mir Qutubuddin Muhammad Aquib)

  9. Ansabul Ashraf (az qalam Syed Abdul Salam Husaini Haswi)

  10. Tazkirah Shah Ilmullah (az qalam Hazrat Maulana Muhammad Hasni Nadvi r.a)

  11. Tareekh e Farishta (az qalam Muhmmad qasim Farishta)

  12. Tareek e Firoz shahi ( az qalam Hazrat Khwaja Ziauddin Barni (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  13. Tazkiratus Sadaat (az qalam Shaikh Ahmed Akbarabadi Bahadurshahi)

  14. Seertus Sadaat (az qalam Maulana Hakim Syed Fakruddin Khayali)

  15.  Tazkiratul Abrar (az qalam Hazrat Syed Abdul Hai Hasani Qutbi (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  16. Mambaul Ansab (az qalam Hazrat Makhdhoom Syed Moinul Haq Jhuswi (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  17. Malfooz Hazrat Syed Ahmad Bukhari (az qalam Hazrat Syed Ahmad Bukhari)

  18. Tabqaat e Nasiri (az qalam Qazi Usman bin Muhamad al juz jaani)

  19. Tazkirah Ulema e Hind (az qalam Maulvi Rehman Ali)

  20. seerat syed ahmed shaheed-1Seerat-Sayyad-Ahmad-Shaheed-2 (az qalam Hazrat Maulana Syed Abul Hasni Nadvi (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  21. Auqab Shah Badiuz zama (az qalam Syed Muzaffar Hasan )

  22. Tareek e Kada Manikpur (az qalam Munshi Abdullah Khan Alvi)

  23. Qutub Daira (az qalam Maulana Fakhruddin Ahmad Hakim Badshah sahab)

  24. Kazba Kodah Tareekh wa shakhsiyaat (az Maulan Muhmmad Abdul Sami Nadwi)

  25. Bahrul Ansab (az qalam al ash'hab mansoor al baazil)

  26. Bahre-zakhar (az qalam Wajhiudin Abdul Nabi)

  27. Umdatul Mutalib (az qalam Hazrat Mir Syed Ali Hamdani (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  28. Wafiyaatul Alaam (az qalam Sheikh Muhammad Yahya)

  29. Karwane Zindagi (az qalam Hazrat Maulana Syed Abul Hasni Nadvi (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  30. Sindh Tasawuf Aur Abdullah Shah Ghazi (az qalam Dr Sibte Shabbar Zaidi)

  31. Umdatul Ansab

  32. Hidayatus Saada (az qalam Qazi Shahbuddin amr zauali Daultabadi)

  33. Malfoozat e Ashraf (az qalam Hazrat Makhdoom Syed Ashraf Jahangir simnani (رضئ اللہ تعالی عنہ))

  34. Umdatul Talib (az qalam Al Sayyid Jamal al Din Ahmad)

  35. Tazkiratul Ansab ( az qalam Syed Imamuddin Gulshanabadi )

  36. Aftab e Ashraf (az qalam Syed Qutubuddin Muhammad Aquib)

  37. Chiragh e Khizr  (az qalam Syed Qutubuddin Muhammad Aquib)

  38. مدرك الطالب

  39. दूदमाने आलिया फ़िरदौसिया


WhatsApp Image 2020-03-07 at 3.36.01 PM

दूदमाने आलिया फ़िरदौसिया_Page_17दूदमाने आलिया फ़िरदौसिया_Page_18दूदमाने आलिया फ़िरदौसिया_Page_19दूदमाने आलिया फ़िरदौसिया_Page_20

Comments

Popular posts from this blog

Kanzul Muttalib fee Manaqib Ali Ibne Abi Talib Alahissalam

1. QUBOOL-E-ISLAM ME AWWAL AUR NAMAZ PADHNE ME AWWAL 1. "Ek Ansari Shakhs Abu Hamza se riwayat karte hain ke maine Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu ko farmate hue suna ke sabse pehle Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Imaan laaye." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai aur kaha hai ke ye Hadees Hasan Saheeh hai. 2. "Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu se he marvi ek riwayat me ye alfaaz hain: "Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par sabse pehle Islam laane waale Hazrat Ali RadiAllahu Anhu hain." Is Hadees ki Imam Ahmed bin Hanbal ne riwayat kiya hai. 3. "Hazrat Anas bin Maalik RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Peer ke din Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Baysat hui aur Mangal ke din Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ne Namaz padhi." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai. 4. "Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke wo farmate hain sabse pehle Hazrat Ali RadiAl

Rijalul ghayb

      https://youtu.be/DBJF3hL27FU   Rijal Al-Ghaib or Awliy’Ulah are always praying for the ummah and the world , imama gazali rehmatuallah “said if somebody prays for their help allah will show them their help ” ” , Rijal Al-Qeyb pray for the whole Umah of prophet Muhammed . Online Article There are at any given time 124000 or over (Allah knows best ) Awliy Ulah living on earth.They are not known and recognized by the general public. You should know O the beloved of Allah All these are hidden from them and the general public too , only Allah is the one who knows them all . In the Hadith 1) The Prophet (SCW) said: “The Substitutes (Abdaal) in this Community are thirty like Ibrahim the Friend of the Merciful. Every time one of them dies, Allah substitutes another one in his place.” [Musnad Ahmad 5:322] 2) The Prophet (SCW) said: “The earth will never lack forty men similar to the Friend of the Merciful [Prophet Ibrahim], and through them people receive rain and are given help. None of

Taziyadari jayaz hai