Skip to main content

Hadeeth Jannat Ke Darwaze Par Panjatan Paak Ke Naam Mubarak

Jannat Ke Darwaze Par Panjatan Paak Ke Naam Mubarak Sone Ke Huroof Se Likhe Hue Hain

Huzoor Nabi E Akram صلی اللہ علیہ والہ وسلم irshad Farmate Hain Ke Shabe Meraj Jab Mai Aasmano Ki Sair Karta Hua Jannat Ke Qareeb Pahucha To Dekha Ki Jannat Ke Darwaze Par Sone Ke Huroof Me Likha Hua Tha

”لاالہ الااللہ محمد حبیب اللہ علی ولی اللہ وفاطمة امةاللہ۔۔۔
والحسن والحسین صفوة اللہ ومن ابغضہم لعنہ اللہ۔۔۔

Tarjuma :- Allah Ke Siwa Koi Mabood Nhi Muhammad Allah Ke Rasool Hain,Ali Allah Ke Wali Hain,Fatima Allah Ki Kaneez Hain, Hasan Aur Husain Allah Ke Burgazida Hain Aur Unse Bugz Rkhne Walo'n Par Allah Ki Lanat Hai

Reference :- Arjahul Matalib Jild 3 Safah 313

🙌🙌🙌🙌🙌🙌🙌

जन्नत के दरवाज़े पर पंजतन पाक के मुबारक नाम सोने के हुरूफ़ से लिखे हुए हैं और ये भी लिखा है कि उनके दुश्मनों पर अल्लाह की लानत है

हुज़ूर नबी ए करीम صلی اللہ علیہ والہ وسلم ने इरशाद फ़रमाते हैं के शबे मेराज जब मैं आसमानों की सैर करता हुआ जन्नत के क़रीब पहुंचा तो देखा कि जन्नत के दरवाज़े पर सोने के हुरूफ़ में लिखा हुआ था

”لاالہ الااللہ محمد حبیب اللہ علی ولی اللہ وفاطمة امةاللہ۔۔۔
والحسن والحسین صفوة اللہ ومن ابغضہم لعنہ اللہ۔۔۔

तर्जुमा :- अल्लाह के सिवा कोई माबूद नही, मुहम्मद- अल्लाह के रसूल हैं, अली- अल्लाह के वली हैं, फ़ातिमा-अल्लाह की कनीज़ हैं, हसन और हुसैन-अल्लाह के बुर्ग़ज़ीदा हैं और उनसे बुग्ज़ रखने वालों पर अल्लाह की लानत हैं

हवाला:- 📚👉 अरजहुल मतालिब बाब 3 सफ़ह 313

Comments

Popular posts from this blog

Kanzul Muttalib fee Manaqib Ali Ibne Abi Talib Alahissalam

1. QUBOOL-E-ISLAM ME AWWAL AUR NAMAZ PADHNE ME AWWAL 1. "Ek Ansari Shakhs Abu Hamza se riwayat karte hain ke maine Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu ko farmate hue suna ke sabse pehle Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Imaan laaye." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai aur kaha hai ke ye Hadees Hasan Saheeh hai. 2. "Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu se he marvi ek riwayat me ye alfaaz hain: "Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par sabse pehle Islam laane waale Hazrat Ali RadiAllahu Anhu hain." Is Hadees ki Imam Ahmed bin Hanbal ne riwayat kiya hai. 3. "Hazrat Anas bin Maalik RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Peer ke din Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Baysat hui aur Mangal ke din Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ne Namaz padhi." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai. 4. "Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke wo farmate hain sabse pehle Hazrat Ali RadiAl

Rijalul ghayb

      https://youtu.be/DBJF3hL27FU   Rijal Al-Ghaib or Awliy’Ulah are always praying for the ummah and the world , imama gazali rehmatuallah “said if somebody prays for their help allah will show them their help ” ” , Rijal Al-Qeyb pray for the whole Umah of prophet Muhammed . Online Article There are at any given time 124000 or over (Allah knows best ) Awliy Ulah living on earth.They are not known and recognized by the general public. You should know O the beloved of Allah All these are hidden from them and the general public too , only Allah is the one who knows them all . In the Hadith 1) The Prophet (SCW) said: “The Substitutes (Abdaal) in this Community are thirty like Ibrahim the Friend of the Merciful. Every time one of them dies, Allah substitutes another one in his place.” [Musnad Ahmad 5:322] 2) The Prophet (SCW) said: “The earth will never lack forty men similar to the Friend of the Merciful [Prophet Ibrahim], and through them people receive rain and are given help. None of

Taziyadari jayaz hai