Seene ki jalan hona bhi 1 aam baat hai aaj ka hamara khan paan bhi kuchh aisa hai ki tali chupdi aur murgan cheejen had se ziyadah istimaal karte hain jiski wajah se bhi tezabiyat seene ki jalan ho sakti hai magar fir bhi hamari ray yahi hai ki aisi koi probelm ho to Dr. se 1 baar jarur milen aur isko kabhi bhi halke mein na len kyunki heart burn & chest burn same ho sakta hai jisko janna kabhi dushwar bhi ho jata hai Burn Chest Fact_Seene mein Jalan Hone Ki Important Nishaniyan 1:Seene ki haddi (bone) ke neeche jalan, sowzish ka ehsaas hona. 2:seene ki jalan ki surat mein dard hona 3:Seene mein jalan ki shikayat ziyadatar khane ke baad mehsoos hoti hai. 4: sleep sone ki surat mein Heart Burn ki shiddat badh jati hai. 5: Antacid aur dawaon ( medicines) ke istemaal se dard me kuchh rahat mil jati hai jiski wajhah se dard door ho jata hai.Is takleef mein saans lene mein preshani , sir mein halka dard mehsoos hona, chakkar aana, thandda paseena aane k...