Skip to main content

Hadith Jo Ali Se Juda Hua Wo Mujhse Juda Hua


 Huzoor Nabi E Akram Ne Farmaya : Un Logo Ka Kya Hoga Jo Ali Ki Shan Me Gustakhi Karte Hain, Jo Ali Ki Gustakhi Karta Hai Wo Meri Gustakhi Karta Hai Aur Jo Ali Se Juda Hua Wo Mujhse Juda Ho Gaya Beshak Ali Mujhse Hai Aur Mai Ali Se Hu,Uski Takhleeq Meri Mitti Se Hui Aur Meri Takhleeq ibrahim Ki Mitti Se Aur Mai Ibrahim Se Afzal Ji,Hum Me Se Baz Baz Ki Aulad Hain, Allah Ye Sari Bate Sunne Aur Jaan Ne Wala Hai, Wo Mere Baad Tum Sabka Wali Hai

Ibne Abi Shayba Raqam 12181
Haysami Majmauz Zawa’id 9/108,109,128
Nisayi- Khasayis 80,86
Kanzul Amaal 11/602,611
Tareekhe Damishq Al Kabir 181,182
Tabrani M.Awsat 6/162,163

Comments

Popular posts from this blog

Kanzul Muttalib fee Manaqib Ali Ibne Abi Talib Alahissalam

1. QUBOOL-E-ISLAM ME AWWAL AUR NAMAZ PADHNE ME AWWAL 1. "Ek Ansari Shakhs Abu Hamza se riwayat karte hain ke maine Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu ko farmate hue suna ke sabse pehle Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Imaan laaye." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai aur kaha hai ke ye Hadees Hasan Saheeh hai. 2. "Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu se he marvi ek riwayat me ye alfaaz hain: "Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par sabse pehle Islam laane waale Hazrat Ali RadiAllahu Anhu hain." Is Hadees ki Imam Ahmed bin Hanbal ne riwayat kiya hai. 3. "Hazrat Anas bin Maalik RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Peer ke din Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Baysat hui aur Mangal ke din Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ne Namaz padhi." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai. 4. "Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke wo farmate hain sabse pehle Hazrat Ali RadiAl

Rijalul ghayb

      https://youtu.be/DBJF3hL27FU   Rijal Al-Ghaib or Awliy’Ulah are always praying for the ummah and the world , imama gazali rehmatuallah “said if somebody prays for their help allah will show them their help ” ” , Rijal Al-Qeyb pray for the whole Umah of prophet Muhammed . Online Article There are at any given time 124000 or over (Allah knows best ) Awliy Ulah living on earth.They are not known and recognized by the general public. You should know O the beloved of Allah All these are hidden from them and the general public too , only Allah is the one who knows them all . In the Hadith 1) The Prophet (SCW) said: “The Substitutes (Abdaal) in this Community are thirty like Ibrahim the Friend of the Merciful. Every time one of them dies, Allah substitutes another one in his place.” [Musnad Ahmad 5:322] 2) The Prophet (SCW) said: “The earth will never lack forty men similar to the Friend of the Merciful [Prophet Ibrahim], and through them people receive rain and are given help. None of

Taziyadari jayaz hai