Hazrat Ali كَرَّمَاللهُ تَعَالىٰ وَجْهَهُ الْكَرِيْم Kee Qubool-E-Islam Aur Namaz Padhne Me Awwaliyyat Ka Bayan Hadith
03/01 : Hazrat Ali كَرَّمَاللهُ تَعَالىٰ وَجْهَهُ الْكَرِيْم Kee Qubool-E-Islam Aur Namaz Padhne Me Awwaliyyat Ka Bayan
06/129
“Hazrat Salman Farsi RadiyAllahu Ta’ala Anhu Se Riwayat Hai Woh Bayan Karte Hain Ki Ummat Me Se Sab Se Pehle Hawz-E-Kawsar Par Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alayhi Wa Aalihi Wa Sallam Kee Khidmat Me Haazir Hone Waale Islam Laane Me Sab Se Awwal Hazrat Ali Bin Abi Talib KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Hain.”
Is Hadith Ko Imam Ibn Abi Shaybah Aur Imam Tabarani Ne Riwayat Kiya Hai.
–
[Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 07/267, Raqam-35954,
Tabarani Fi Al-Mu’jam-ul-Kabir, 06/265, Raqam-6174,
Shaybani Fi Al-Ahad Wa’l-Mathani, 01/149, Raqam-179,
Ibn Sa’d Fi At-Tabaqat-ul-Kubra, 02/31,
Haythami Fi Majma’-uz-Zawa’id, 09/102,
Ghayat-ul-Ijabah Fi Manaqib-il-Qarabah,/118, Raqam-129.]
Comments
Post a Comment