Skip to main content

17 Ramzan

img-20200511-wa00111235512482.jpg

img-20200510-wa00261235512482.jpg

Badr was the Day of Distinction between truth and falsehood. We ask that on the occasion of Badr, by the secret of that distinction, Allah ennobles the Muslims and lowers the Devil and his allies in the east and west.“We wish for people to make a strong resolve to seek Allah’s victory over their lower selves (Nafs) and to seek victory for the Ummah on the night of Badr specifically. We should plead with Allah for this and repeat:يا حَيُّ يا قَيُّومُ‘Ya Hayyu Ya Qayyum’(O Living, O Sustainer)The Messenger of Allah ﷺ spent the night before Badr calling upon Allah with these names.Beg Allah with your whole being and with truthfulness and Allah will respond just as He responded to that first generation:"You cried for your Lord’s help and He responded." (Qur'an, 8:9)Allah will show mercy to later generations by virtue of that first generation. Just as He gave them relief, He will give us relief.If Allah wishes He will give you victory on this night over your lower self so it may be purified. He will also give victory to the Ummah over its seen and unseen enemies.”

 
*17 रमज़ान जंग ए बद्र**जंग ए बद्र में 70 काफिरो को कत्ल किया गया जिसमें से 35 काफिरो को तनहा मोला अली ने कत्ल किया और 35 काफिरो को सहाबा की जमात और फरिश्तो ने कत्ल किया**ला फता इल्ला अली ला सैफ इल्लाह ज़ुल्फ़िकार*

wp-15891286537031235512482.jpg

https://www.youtube.com/watch?v=SP91p-jpAHo

Ummul Mominin Hazrat Sayyeda Aaisha Siddiqa رضی اللہ عنہا Amirul Mominin Hazrat Sayyedna Abu Baqr Siddiq رضی اللہ عنہ Ki Sahabzadi He. Inki Walida Ka Naam ‘Umme Rooman’ He . Aapka Nikah Huzur E Aqdas صلی اللہ علیہ و سلم Se Hijrat Se Pehle Makka Mukarrama Me Hua Tha Lekin Kashana E Nubuwwat Me Ye Madina Munavvara Ke Andar Hijri 2 Me Aai . Aap Sarkar E Madina صلی اللہ علیہ و سلم Ki Mehbooba Aur Chahiti Biwi He .
Huzur E Sarvar E Qayenat صلی اللہ علیہ و سلم Ne Ummul Mominin Hazrat Sayyeda Aaisha Siddiqa رضی اللہ عنہا Ke Bare Me Irshad Farmaya Ke “Ae Umme Salma ! (رضی اللہ عنہا ) Mujhe Aaisha (رضی اللہ عنہا ) Ke Bare Me Koi Taklif Na Do . Allah Ki Qasam ! Mujh Par Aaisha (رضی اللہ عنہا ) Ke Siva Tum Me Se Kisi Biwi Ke Lihaaf Me Vahi Nazil Nahi Hui ”
Fiqah Va Hadees Ke Uloom Me Huzur صلی اللہ علیہ و سلم Ki Azvaaj Ke Darmiyan Sayyedna Aaisha Siddiqa رضی اللہ عنہا Ka Darja Bahot Uncha He . Bade Bade Sahaba E Kiram Aapse Masaail Pucha Karte The . Aapke Fazail O Manaqib Me Bahot Si Hadees e Aayi He .
Aapka Visal E Paak 17 Ramzan Ul Mubarak Ko Madina Munawara Me Hua . Hazrat Sayyedna Abu Huraira رضی اللہ عنہ Ne Aapki Namaz E Janaza Padhayi Aur Aapki Wasiyat Ke Mutabiq Raat Me Logo Ne Aapko Jannat Ul Baqi Sharif Ke Qabrastan Me Dusri Azvaaj E Mutahharat Ke Pehlu Me Dafn Kiya .
[Hawala Kitab – Faizane Aayesha Siddiqa]Jung e Badr Aur Maula Ali ع 💚Jung e Badr Me, Jis Waqt Mushriko'n Ke




Jung e Badr Aur Maula Ali ع 💚Jung e Badr Me, Jis Waqt Mushriko'n Ke

Lashkar Se Atba, Sheba, Or Waleed Jaise
Pehelwaan Maidan Me Aa Kar, ISLAM Ke
Sipahi'on Ko Lalkara Tou Us Waqt Huzoor
Muhammad ﷺ Ke Hukm Se Hazrat Ubeda
Bin Haris ر , Hamza Bin Abdul Mutalib ع Or
Hazrat Ali Ibn Abi Talib ع , Unse Jang Karne
Ke Liye Maidan Me Aaye...
_
Hazrat Ubeda ر , Atba Ke Mukaabil..,
Hazrat Hamza ع, Sheba Ke Mukaabil..,
Or Hazrat ALI ع , Waleed Se Lardney Ke
Liye Tayyar Huye.. Morikheen Ne Bayañ
Kiya Hai Ke, Hazrat ALI ع Ne Apne
Dushman Waleed Ko Pehle Hee
Waar Me Qatal Kar'diya Tha...
Uske Baad, Wo Hazrat Hamza ع Ki
Madad Ke Liye Aaye, Or Sheba Ko Bhi
Talwar Se Do Tukre Kar Diye... Uske
Baad Hazrat Ali ع Or Hazrat Hamza ع ,
Hazrat Ubeda ر Ki Madad Ke Liye Gaye
Or Atba Ko Bhi Qatal Kar Diya...
_
Is Tarah Hazrat ALI ع , Mushrik'on Ke
Lashkar Ke 3no Pehlwanon Ke Qatal Me
Shareek Thay.., Isliye Jab Hazrat Ali ع Ne
Muwaviya Ko Khat Likha Tou Us'me
AAP ع Ne Ye Likha :: 👇👇👇👇👇
"Wo Talwar Jis'se Maine Ek Hee Din Me
Tumhare Dada (Atba), Tumhare Mama
(Waleed) Or Tumhare Bhai (Hanzala) Or
Tumhare Chacha (Sheba) Ko Qatal Kiya,
Wo Aaj Bhi Mere Pass Hai."
_
Morikheen Ne Likha Hai ke, Jang e Badar
Me Dushman'on Ke 70 Sipahi Maarey Gaye,
Jis'me Aboo Jahal, Umeya Bin Khalf, Nazar
Bin Haris Or Dosre Kaafi Kafir'on ke Sardar
Shaamil Thay, Jis'me 35 Ko Hazrat ALI ع
Ki Talwar Se Wasael Jahannum Huye..
Uske Elawa Dosro'n Ke Qatal Me Bhi
AAP ع Ki Talwar Ne Johar Dikhaye...
----------------------------------------------------------------
Imam Ja’far Muhammad Bin Baaqir ع Se
Marwi Hai Ki Aap Farmate They ki,
Badr Ke Roz, Ek Firishte Ne Jis Ka Naam
'Rizwan' Tha Aasmaan Se Pukaar Kar Kaha :La Fata Illa Ali La Sayf Illa Zulfiqar !
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
Nahi'n Ali ع Ke Siwa Koi Bahaadur, Aur
Nahi'n Zulfiqar Ke Siwa Koi Talwar !
_
Reference :
_
[Arjah-ul-Matalib Fi Sirat
Amir-ul-Mominin ع , Saf’h-780.]

--------------------------


 



 
1. Junge Badr .. 2 hijri me ladi gai he .Musalmano ki tadad 313 batlai jati he or kuffare Makka ka lashkar aik hazar ke karib tha. Is jung me 14 Musalman Shahid hue jis me 8 Ansar or 6 mahjrin the or kuffare Makka ke karib 70 mushrekin mare gaye jis me khud Sardar Abo jhehel bhi tha . In 70 me se 34 kuffar ko akele Hazrat Ali karamAllahowajho ne mara he . Is jung me kuch kuffar kedi bhi hue jinki tadad 14 - 15 thi .jis me Huzur Nabiye Karim (s.a w ) ke chacha Hazrat Abbas or Hazrat Akil bin Abdul Muttalib bhi the .ye log Badr ke bad Iman laye he . Is jung me Hazrat Usman bin affan (r.a) Sharik nahi hue the kio ki in ki Zoja Rukiya (r.a) Bimar thi or Rasool Allah s.a w ne uneh Madine me hi rehne ki ijazat de di thi . ( tarikh ibne khuldun ) .... 2. Ummul Momenin Hazrat Aisha (r.a) ki Shahadat ka he . Jab 58 hijri me Maviya ne yazid ki waliahedi ka elaan Kiya or Madine me bet lene aya to Ummul Momenin Hazrat Aisha (r.a) ne is ki mukhalefat ki to Maviya ne uneh Dawat ke bahane se Madine me aik Makam per bulwaya or aik khadda khudwa kar us per kuch tinke or lakdiya rakhwai or us per aik kursi rakhwai jese hi Ummul Momenin us kursi per bethi vo khadde me ja giri or Maviya ne us khadde ko chune se bharwa diya , is tarah un ki Shahadat hui . ( Habibul Asir jild no 1 safa no 425 , Manakibe Murtuza " kokape durri "Kaha Marenge Abu Jhal Utba o Shaiba


🌺 *#17 Ramzan ul Mubarak* 🌺
🌹 *#684wa URS MUBARAK* 🌹

*Hazrat Khwaja Syed Naseer ud Deen Mehmood Roshan Chiraagh e Dehlavi (Rehmatullahi Tala Alaih)*

*Aapki Wiladat 1247 Esvi Me Ayodhya (India) Me Hui, Aapka Wisal 17 Ramzan 757 Hijri Mutabik 13 September 1356 Esvi Baroz Mangal Hua, Aap Hazrat Khawaja Nizam ud Deen Aulia Mehboob e Ilahi (Rehmatullahi Tala Alaih) Ke Mureed wa Khalifa Hai, Aapke Khalifa e Awwal Hazrat Khawaja Banda Nawaaz Gaisu Daraaz Sadr ud Deen Syed Muhammad Hussaini (Rehmatullahi Tala Alaih) Hai, Hazrat Makhdoom Jahaaniya Jahaangasht Syed Jalal ud Deen Hussain (Rehmatullahi Tala Alaih) Bhi Aapke Khalifa Hai, Aapka Mazar Mubarak Delhi India Me Marjai Khalaik Hai...*




Share Badr .. 2 hijri me ladi gai he .Musalmano ki tadad 313 batlai jati he or kuffare Makka ka lashkar aik hazar ke karib tha. Is jung me 14 Musalman Shahid hue jis me 8 Ansar or 6 mahjrin the or kuffare Makka ke karib 70 mushrekin mare gaye jis me khud Sardar Abo jhehel bhi tha . In 70 me se 34 kuffar ko akele Hazrat Ali karamAllahowajho ne mara he . Is jung me kuch kuffar kedi bhi hue jinki tadad 14 - 15 thi .jis me Huzur Nabiye Karim (s.a w ) ke chacha Hazrat Abbas or Hazrat Akil bin Abdul Muttalib bhi the .ye log Badr ke bad Iman laye he . Is jung me Hazrat Usman bin affan (r.a) Sharik nahi hue the kio ki in ki Zoja Rukiya (r.a) Bimar thi or Rasool Allah s.a w ne uneh Madine me hi rehne ki ijazat de di thi . ( tarikh ibne khuldun ) .... 2. Ummul Momenin Hazrat Aisha (r.a) ki Shahadat ka he . Jab 58 hijri me Maviya ne yazid ki waliahedi ka elaan Kiya or Madine me bet lene aya to Ummul Momenin Hazrat Aisha (r.a) ne is ki mukhalefat ki to Maviya ne uneh Dawat ke bahane se Madine me aik Makam per bulwaya or aik khadda khudwa kar us per kuch tinke or lakdiya rakhwai or us per aik kursi rakhwai jese hi Ummul Momenin us kursi per bethi vo khadde me ja giri or Maviya ne us khadde ko chune se bharwa diya , is tarah un ki Shahadat hui . ( Habibul Asir jild no 1 safa no 425 , Manakibe Murtuza " kokape durri "Kaha Marenge Abu Jhal Utba o Shaiba

Ki Jung e Badr Ka Naqsha Huzoor Jante HaiGhazwa e Badr: "BADR" Madina Sharif se Takreeban 80 Meel ke Fasle par Ek Gaon(Village) Ka Naam Hai Jaha Zamana-Jahiliyat Me Salana Mela Lagta Tha Yaha Ek Kuwa Bhi tha Jiske Malik ka naam Badr tha.Isi Ke naam par Is Jagah ka Naam Badr Rakh Diya Gaya Isi Maqam Par Junge Badr ka Wo Azeem Muarik Hua Jisme Kuffare Quraish Aur Musalmano ke Darmiyan Sakht Khoon Ranj Ladai Hui Aur Musalmano ko Ek Azeem-Us-shan Fateh Mubeen Naseeb Hui Ki Jiske Bad Islaam Ki Izzat-o-Iqbal Ka Parcham Itna Buland ho Gaya ki Kuffare Quraish Ki Azmat Wa Shouqat Bilkul Khaak Me mil Gai.Allah Taa'la Ne Junge Badr Ke Din ka Naam "YOUM-UL-FURQAN Rakha Aur Quran ki Sureh Anfal Me Tafseel ke Sath Aur Dusri Surto me Ijmalan Bar-Bar Is Jung Ka Zikr Farmaya Aur Is Jung Me Musalmano Ki Fateh Mubeen Ke Bare me Ehsan Jatate hue Allah Taa'la Ne Quran Majeed me Irshad Farmaya ki.Aur Yaqeenan Khuda E Taa'la Ne Tum logo Ki Madad Farmai Badr me Jabki Tum log Kamzor Be-Sara Saman The To tum log Allah se Darte Raho Taki Tum log Shukr Guzar ho Jao.
[AL-QURAN]
HADEES E MUBARAK :
Ghazwa e Badr Ki Hadees Mein Hai Ke Hazrat Anas RadiAllahu Ta'ala Anhu Se Marwi Hain Ki Imam ul Ambiya (صلى الله عليه وآله وسلم)‎ Ne Maidan e Jung Mein Jung Se Pehle Zamin Per Apna Hath Rakhker Farmaya, Ki Yeh Fala Kaafir Ke Marne Ki Jagah Hain Aur Yeh Fala Ke!Raawi Kehte Hain Ki Jisko Rasoolallah (صلى الله عليه وآله وسلم)‎ Ne Jahan Hath Rakhker Farmaya Tha Wahin Per Wo Maara Gaya!
(Sahih-Muslim , Nasai)Jaa(n)-Nisaran E Badro Uhad Par Durood,
Haq Guzaaran E Bai’at Pe Laakho(n) Salaam
.اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَامُحَمَّد

The battle of Badr was the first of the greatest battles of Islam.

“And indeed Allah assisted you at Badr when you were weak, so be careful (to your duty) to Allah so that you may be of the thankful ones.
When you said to the believers ‘Does it not suffice you that your Lord should assist you with three thousand angels sent down..” [Qur’an, 3:123 & 124]

The battle of Badr was the first of the great battles of Islam.
When the Prophetﷺ heard the news that there was a trade caravan going to Syria from Makkah under the leadership of Abu Sufiyan, he sent two men to gather information about it. It was discovered that it was a large caravan in which all the Makkans had shares. The Quraysh had decided to put all their savings into it and use the profits on arms, horses and other items of war to use against the Muslims.

The news was disturbing. The Prophetﷺ left Medina with 313 men, 2 horses and 70 camels to go to Badr which was a stopping point for the caravans. The Quraysh had confiscated all the property of all the Muslims who had left Makkah for Medina. Abu Sufyan feared an attack from the Muslims and sent a messenger to Makkah telling them of his fears. On receiving the message, an army of 1000 men, 100 horses and 700 camels under the leadership of Abu Jahl left Makkah to go to Badr. Meanwhile Abu Sufyan took a different route back to Makka avoiding Badr. Once he was back in Makkah, he called Abu Jahl but Abu Jahl was too proud and wanted to crush the Muslims with his large army.
The two armies met at Badr on 17th Ramadan 2 A.H. In the beginning as per Arab custom, single combat (one to one) took place. The famous Quraysh warriors Utbah, Shayba and Walid came to challenge three ‘Ansars’ from Medina. The Quraysh refused to fight any of the ‘Ansaars’, demanding their ‘equals’ and so the Prophetﷺ sent Ubayda, Hamza and Imam Ali (May Allah honor his face). The three disbelievers were killed (Ubayda was hurt). The Quraysh got disturbed and began attacking en masse.

In the thick of the battle, the Prophetﷺ prayed to Allah. In Surah al-Anfal Allah gave the answer: “When you asked for help from your Lord, He answered you. Indeed I will aid you with a thousand of the angels in rows behind rows”. [Qur’an, 8:9]

The enemies got frightened and began to retreat. The skill of Imam Ali (May Allah be pleased with him), the other Muslim soldiers and the sight of so many angels struck terror in the enemies hearts. 72 enemies were killed including their leader Abu Jahl. Imam Ali (May Allah be pleased with him) killed 36 of them. 14 Muslims were martyred.
70 prisoners were taken by the Muslims. The prisoners were treated with kindness and some became Muslims. In later days some of the prisoners said:
“blessed be the men of Medina, they made us ride whilst they walked, they gave us wheat and bread to eat when there was little of it contenting themselves with plain dates.”

The rich prisoners paid ransom and were set free. Others were asked to gain their freedom by teaching 10 Muslims to read and write.
The battle of Badr strengthened the faith of the Muslims.

By:
| Habeeb Sohail Al-Aidroos |

Comments

Popular posts from this blog

Hadith Jhoot Bolne Walo Par

  *بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِىْمِ* *اَللّٰهُمَّ صَلِّ عَلٰى سَيِّدِنَا وَ مَوْلَانَا مُحَمَّدٍ وَّ عَلٰى اٰلَهٖ وَ اَصْحَابِهٖ وَ عَلىٰ سَيِّدِنَا وَ مُرْشِدِنَا وَ مَحْبُوْبِناَ حَضْرَتِ رَاجْشَاهِ السُّونْدَهَوِيِّ وَ بَارِكْ وَ سَلِّمْ۞* Al-Qur’an:-“Beshak Jhoot Bolne Walo Par Allah Ki Laanat Hai.  Reference  (Surah Aal-e-Imran 3:61) Hadees No:- 1 “Nabi-e-Kareem (ﷺ) Farmate Hai:-“Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunah Ki Taraf Le Jata Hai,Aur Gunah Jahannum Me Pahunchaane Wala Hai.”  Reference  (Sunan Abi Dawud 4989-Sahih) Hadees No:- 2 “Bahut Saare Log Muh Ke Bal Jahannum Me Phenk Diye Jaayenge, Sirf Apni Zuban (Jhooth) Ki Wajah Se.  Reference  (Tirmizi Shareef) Hadees No:- 3 “Nabi-e-Kareem (ﷺ) Farmate hai:- “Main Zamanat Deta Hu Jannat ke Darmiyaan 1 Ghar ki, Us Shaksh Ko Jo Mazak Me Bhi Jhoot Na Bole.”  Reference  (Sunan Abu Dawood 4800) Hadees No:- 5 “Laanat Aur Halaqat Hai Us Shaksh Ke Liye Jo Logo Ko Hasane Ke Liye Jhoot...

JERUSALEM AND UMAR IBN AL-KHATTAB (RA)

Jerusalem is a city holy to the three largest monotheistic faiths – Islam, Judaism, and Christianity. Because of its history that spans thousands of years, it goes by many names: Jerusalem, al-Quds, Yerushaláyim, Aelia, and more, all reflecting its diverse heritage. It is a city that numerous Muslim prophets called home, from Sulayman and Dawood to Isa (Jesus), may Allah be pleased with them. During the Prophet Muhammad ﷺ’s life, he made a miraculous journey in one night from Makkah to Jerusalem and then from Jerusalem to Heaven – the Isra’ and Mi’raj. During his life, however, Jerusalem never came under Muslim political control. That would change during the caliphate of Umar ibn al-Khattab, the second caliph of Islam. Into Syria During Muhammad ﷺ’s life, the Byzantine Empire made clear its desire to eliminate the new Muslim religion growing on its southern borders. The Expedition of Tabuk thus commenced in October 630, with Muhammad ﷺleading an army of 30,000 people to the border with...

Waqia e Al-Harrah

THE BATTLE OF HARRAH (27 Zilhajj, 63 Hijri). The Battle of al-Harrah is a battle fought at al-Harrah in 683 CE, (27 Zilhajj, 63 Hijri) then lying to the northeast of Medina. The battle was fought against the armies of Yazid ibn Muawiyah by Abdullah ibn Zubayr and his allies, the people of Medina and several notable Sahabas, many of whom were killed in the battle. It is the second most infamous battle during the reign of Yazid bin Muawiyah, the 2nd Umayyad Caliph. When Yazid ibn Muawiyah became Umayyad Caliph in 680 CE he faced two major crises. First was the dissent of Husayn ibn Ali and the other was the revolt of Abdullah ibn Zubayr. Husayn ibn Ali rejected the legitimacy of Yazid ibn Muawiyah as Caliph, which ultimately led to his death in the Battle of Karbala on October 10, 680. This event further deepened the schism between Sunni and Shia denominations. After killing of Husayn ibn Ali that Abdullah ibn Zubayr, the hero of the Battle of Sufetula which was fought in 647 against the...