Skip to main content

Twelve Imam Alaihissalam

#Hadees_e_Pak #12_Khalifa
#12 Imam Alaihimus Salam 💚
_
Hz. Jabir Bin Samura ر Se Riwayat Hai Ke,
Maine RasoolAllah ﷺ Ko Kehte Huye
Suna ke :: "Islam Ghalib Rahega
12 Khalifa'oñ Ki Khilafat Tak"
_
Iske Baad, AAP ﷺ Ne Kuch Farmaya,
Jo Mujhe Samajh Naa Aaya Tou Maine
Mere Walid Se Pooncha Tou Unhoney
Kaha ke, RasoolAllah ﷺ Ne Farmaye ::
"(Woh 12 Khalifa), Sab Ke Sab Quraish
Se Honge"
_
Reference ::
(Sahih Muslim, Volume 5, Hadees No.4708)
---------------------------------------------------------------
Hz. Jabir Bin Samura ر Se Orr Bhi Riwayateñ
Milti Haiñ, Jisme RasoolAllah ﷺ Farma
Raheñ hain Ke :: " Ye Khilafat Tab Tak
Tamaam Naa Hongi, Jab Tak Isme
12 Khalifa Naa Honge "
_
Reference ::
(Sahih Muslim, Hadees No.4705)
_
Ek Or Riwayat Me Hai Ke, RasoolAllah ﷺ
Ne Farmaya :: " Hamesha Logoñ Ka Kaam
Chalta Rahega, Yahañ Tak Ke Unki Hukumat
Karenge 12 Aadmi (Yaani 👉 12 Khalifa)"
_
Reference ::
(Sahih Muslim, Hadees No.4705)
------------------------------------------------------------
RasoolAllah ﷺ Ke In 12 Khalifa'on Se
Muraad 12 Aimma e Ahlebait ع Hee Hain,
Jiska Iqraar Muhaddiseen Ne bhi Kiya Hai,
Ye Likh'kar Ke :: "12 Imam Hee Huzoor ﷺ
Ke 12 Batini Khalifa Hain".. In 12 Khalifa'on
Me Se 11 Khalifa (Imam) Ke Dour Me Islam
Ghalib Hee Raha Hai Orr Jinki Badoulat
Aaj Bhi Islaam Urooj Par Hai..... Orr Ab,
Jab Tak 12've Imam Muhammad Al Mahdi ع
Ka Zahoor Nahi Ho Jaata, Tab Tak Ye Nizaam
Syedna Muhiyuddin Abdul Qadir Al Hasni Al
Jeelani ع Ke Supurd Rahega, Jo ke Gausiyat'e
Kubra ke Muqaam Pe Faiz Hain... 💚
_
RasoolAllah ﷺ Ke 12 Khalifa 💚
👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇
1.) Imam Ali Ibne Abi Talib ع
2.) Imam Hasan Al Mujtaba ع
3.) Imam Hussain Sayyed Al Shuhada ع
4.) Imam Ali Al Zainul Abideen ع
5.) Imam Muhammad Al Baqir ع
6.) Imam Jafar Al Sadiq ع
7.) Imam Musa Al Kazim ع
8.) Imam Ali Al Raza ع
9.) Imam Muhammad Al Taqi ع
10.) Imam Ali Al Naqi ع
11.) Imam Hasan Al Askari ع
12.) Imam Muhammad Al Mahdi ع
------------------------------------------------------------
Siffat Ye Khaas Hai, Faqat Iss Gharane Me,
Muhammad Hee Muhammad Haiñ 💕
Muhammad Ke Gharane Me 💕
_

*बात मुर्तज़ा की किये बिना हमको चैन ना आये हम क्या करें*
*ज़िक़्र ए हैदेर शजरों की पहचान है कोई अब मुँह बनाये हम क्या करें*

*ज़िक़्र ए हैदेर शजरों की पहचान है कोई अब मुँह बनाये हम क्या करें*













ख़्वाजा मुईनुद्दीन चिश्ती ने फ़रमाया

शाह अस्त हुसैन, बादशाह अस्त हुसैन
दीन अस्त हुसैन, दीने-पनाह हुसैन
सरदाद न दाद दस्त, दर दस्ते-यज़ीद
हक़्क़ा के बिना, लाइलाह अस्त हुसैन...

हज़रत सय्यद ख्वाजा गरीब नवाज (र.अ) #मोला #अली (अ.स.) की शान में क्या
फरमाया है!!

औसाफ़ ए अली (अ.स.) बा गुफ्तगू मुमकिन नैसत.
गुंजाईश ए बहर ए दर, सुबु मुमकिन नैसत.
मन ज़ात ए अलीरा बा वज़िबि के दानम.
इल्ला दानम के मिसले उव मुमकिन नैसत..

तर्जुमा
अली (अ.स.) कि तारीफ़ लफ्ज़ो में बयान करना मुमकिन नहीं,
जिस तरह समुन्द्र काँसे में समां नहीं सकता ,
में नहीं जानता अली (अ.स.) को जितना मुझे जानने का हक़ है!
बस इतना जानता हु के उनकी कोई मिसाल नहीं!!
""""""""" या ख्वाजा गरीब नवाज"""""""

(या अली मदद)
(मौला मदद)

Comments

Popular posts from this blog

Kanzul Muttalib fee Manaqib Ali Ibne Abi Talib Alahissalam

1. QUBOOL-E-ISLAM ME AWWAL AUR NAMAZ PADHNE ME AWWAL 1. "Ek Ansari Shakhs Abu Hamza se riwayat karte hain ke maine Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu ko farmate hue suna ke sabse pehle Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Imaan laaye." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai aur kaha hai ke ye Hadees Hasan Saheeh hai. 2. "Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu se he marvi ek riwayat me ye alfaaz hain: "Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par sabse pehle Islam laane waale Hazrat Ali RadiAllahu Anhu hain." Is Hadees ki Imam Ahmed bin Hanbal ne riwayat kiya hai. 3. "Hazrat Anas bin Maalik RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Peer ke din Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Baysat hui aur Mangal ke din Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ne Namaz padhi." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai. 4. "Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke wo farmate hain sabse pehle Hazrat Ali RadiAl

Rijalul ghayb

      https://youtu.be/DBJF3hL27FU   Rijal Al-Ghaib or Awliy’Ulah are always praying for the ummah and the world , imama gazali rehmatuallah “said if somebody prays for their help allah will show them their help ” ” , Rijal Al-Qeyb pray for the whole Umah of prophet Muhammed . Online Article There are at any given time 124000 or over (Allah knows best ) Awliy Ulah living on earth.They are not known and recognized by the general public. You should know O the beloved of Allah All these are hidden from them and the general public too , only Allah is the one who knows them all . In the Hadith 1) The Prophet (SCW) said: “The Substitutes (Abdaal) in this Community are thirty like Ibrahim the Friend of the Merciful. Every time one of them dies, Allah substitutes another one in his place.” [Musnad Ahmad 5:322] 2) The Prophet (SCW) said: “The earth will never lack forty men similar to the Friend of the Merciful [Prophet Ibrahim], and through them people receive rain and are given help. None of

Albucasis: A Landmark for Arabic and European Surgery

This article presents Abu'l-Qasim Khalaf ibn 'Abbas al-Zaharawi, Arabic أبو القاسم خلف بن عباس الزهراوي, Latin Albucasis (936-1013 A.D.), one on the most outstanding Arabic physicians and the most remarkable Arabic surgeon. His work had a strong impact in middle ages. Greek-Roman surgery had almost ceased to be practiced, in the Western world, after Paul of Aegina (625-690 A.D.), the last Byzantine compiler. Albucasis took for himself the task of making of surgery an honorable art. He recovered ancient surgical texts from damaged scrolls, developed, expanded and refined Greek-Roman operations, adding his own pioneer techniques, procedures, and devising his own instruments. His clear and insightful teachings laid the foundations of accurate and safer surgical procedures that were adopted in the following centuries.  Introduction Frontispiece of the Latin translation of Al-Zahrawi's (Albucasis') Kitab al-tasrif (Source) During Galen´s life (129-217 A.D.), magic and supern