Skip to main content

Eid e Ghadeer Mubarak







Hum 18 Zilhaj ko "Eid-e-Gadeer" kehte hain. Log puchenge 18 ZilHajj Eid kaise aur Mubarakbaadiya dena kahase sabit hai?

To unke liye jawab: Ye Sayyeduna Abu Bakr Siddiq RadiAllahu Anhu aur Sayyeduna Umar e Farooq RadiAllahu Anhu ki Sunnat hai!!

Ke Jab Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Jiska Mai Maula, Wali aur Mehboob hun uska Ali Maula, Wali aur Mehboob hai, jab ye Aylan farmaya to Sabse pehle Shaykhain Kareemain ne Maula Ali Alaihissalam ko Mubarakbaad di aur kaha:
"Ay Ali Mubarak ho! Aajse Aap Hamare aur har musalman ke har subh aur har sham (yaani hamesha) keliye Maula ban gaye!!"

Aur Kai Ahadees me hai ke Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya hai Mere Khulafa ki Sunnat pe Amal karo (kyunki Ye Mere Sunnat ke khilaf kuch nahi karte!!)

Isliye aaj khushiya manao, Mubarakbaadiya do kyunki ye Shaykhain Kareemain ki Sunnat hai!
RadiAllahu Anhuma

Tabrani, Mujam al Awsat, 3/324
Khatib Baghdadi, Tarikh, 8/290
Ibne Asakir, Tarikh e Damishq, 45/176-177
Ibne Kaseer, Al Bidaya, 5/464
Zarkaani, Tafseer Kabir, 11/1392

Comments

Popular posts from this blog

Kanzul Muttalib fee Manaqib Ali Ibne Abi Talib Alahissalam

1. QUBOOL-E-ISLAM ME AWWAL AUR NAMAZ PADHNE ME AWWAL 1. "Ek Ansari Shakhs Abu Hamza se riwayat karte hain ke maine Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu ko farmate hue suna ke sabse pehle Hazrat Ali RadiAllahu Anhu Imaan laaye." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai aur kaha hai ke ye Hadees Hasan Saheeh hai. 2. "Hazrat Zaid bin Arqam RadiAllahu Anhu se he marvi ek riwayat me ye alfaaz hain: "Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam par sabse pehle Islam laane waale Hazrat Ali RadiAllahu Anhu hain." Is Hadees ki Imam Ahmed bin Hanbal ne riwayat kiya hai. 3. "Hazrat Anas bin Maalik RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke Peer ke din Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Baysat hui aur Mangal ke din Hazrat Ali RadiAllahu Anhu ne Namaz padhi." Is Hadees ko Imam Tirmizi ne riwayat kiya hai. 4. "Hazrat Abdullah ibne Abbas RadiAllahu Anhuma se riwayat hai ke wo farmate hain sabse pehle Hazrat Ali RadiAl

Rijalul ghayb

      https://youtu.be/DBJF3hL27FU   Rijal Al-Ghaib or Awliy’Ulah are always praying for the ummah and the world , imama gazali rehmatuallah “said if somebody prays for their help allah will show them their help ” ” , Rijal Al-Qeyb pray for the whole Umah of prophet Muhammed . Online Article There are at any given time 124000 or over (Allah knows best ) Awliy Ulah living on earth.They are not known and recognized by the general public. You should know O the beloved of Allah All these are hidden from them and the general public too , only Allah is the one who knows them all . In the Hadith 1) The Prophet (SCW) said: “The Substitutes (Abdaal) in this Community are thirty like Ibrahim the Friend of the Merciful. Every time one of them dies, Allah substitutes another one in his place.” [Musnad Ahmad 5:322] 2) The Prophet (SCW) said: “The earth will never lack forty men similar to the Friend of the Merciful [Prophet Ibrahim], and through them people receive rain and are given help. None of

Taziyadari jayaz hai