Roman Urdu :
Hazrat Abu Huraira (R.A) Nabi Kareem Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Say Naqal Kartay Hain Kay Aap Sallal Laho Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam Nay Farmaya Emaan Ki 60 Say Kuch Oopar Shakhain Hain, Aur Haya Bhee Emaan Ki Shakhon May Say Aik Shakh Hai.Sahih Bukhari : Jild No. 1 : Hadees No. 8
Hadees Mautwatir : Hadees Marfooh : Mukarrarat 48 : Muttafiq Elaih : 3
English Translation :
Narrated Abu Huraira: The Prophet Said, "Faith (Belief) Consists Of More Than Sixty Branches (I.E. Parts). And Haya (This Term "Haya" Covers A Large Number Of Concepts Which Are To Be Taken Together; Amongst Them Are Self Respect, Modesty, Bashfulness, And Scruple, Etc.) Is A Part Of Faith."
*بِسْــــــمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِىْمِ* *اَللّٰهُمَّ صَلِّ عَلٰى سَيِّدِنَا وَ مَوْلَانَا مُحَمَّدٍ وَّ عَلٰى اٰلَهٖ وَ اَصْحَابِهٖ وَ عَلىٰ سَيِّدِنَا وَ مُرْشِدِنَا وَ مَحْبُوْبِناَ حَضْرَتِ رَاجْشَاهِ السُّونْدَهَوِيِّ وَ بَارِكْ وَ سَلِّمْ۞* Al-Qur’an:-“Beshak Jhoot Bolne Walo Par Allah Ki Laanat Hai. Reference (Surah Aal-e-Imran 3:61) Hadees No:- 1 “Nabi-e-Kareem (ﷺ) Farmate Hai:-“Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunah Ki Taraf Le Jata Hai,Aur Gunah Jahannum Me Pahunchaane Wala Hai.” Reference (Sunan Abi Dawud 4989-Sahih) Hadees No:- 2 “Bahut Saare Log Muh Ke Bal Jahannum Me Phenk Diye Jaayenge, Sirf Apni Zuban (Jhooth) Ki Wajah Se. Reference (Tirmizi Shareef) Hadees No:- 3 “Nabi-e-Kareem (ﷺ) Farmate hai:- “Main Zamanat Deta Hu Jannat ke Darmiyaan 1 Ghar ki, Us Shaksh Ko Jo Mazak Me Bhi Jhoot Na Bole.” Reference (Sunan Abu Dawood 4800) Hadees No:- 5 “Laanat Aur Halaqat Hai Us Shaksh Ke Liye Jo Logo Ko Hasane Ke Liye Jhoot Bole”. Reference (Abu Dawood:-4990)
Comments
Post a Comment